Saturday, 9 May 2015

Funny short jokes In Hindi for Kids for Adults In Urdu In English Photos Wallpapers Images

Funny short jokes Biography

source:- Google.com.pk

Aik jahaz main safar ke doran pagal apne sath football bhi lay aaye. Jab jahaz opar gia to unonay foot bal khailni shoro kardi jis ki waja say jahaz hilnay laga. Wahan aik sidha sada pagal bhi baitha hua tha. Aik Air hostess ne is pagal say kaha. “Baith jaain. Jahaz tabah hojai ga. Aik ghantay baad khamoshi chagai. Air hostess ne aakar dacha to jahaz bilkul khali tha. Is ne baithay huye pagal se pucha k saray pagal musafir kahan gaye? Is pagal ne jawab dia. “ main ne unhain kaha kay bahar jakar khelo aur wo chalay gai hain.”

Do pagal phagal khane k sehan mein ghoom rahe the. Unhain aik kutta dekhaii dia. Aik pagal foran us k pas ponhcha aur adab se jhuk ker kaha.”aadab arz kerta hoon hati saheb!” 
Doosre pagal ne kaha.” Abe kia ye hati hai?” Pahle ne jawab dia.”
Mujhe bhi maloom hai k ye ghora hai main to yunhi mazaq karraha tha.”

Ostad shagird say: aap kal school kiun nahi aaye the?
Shagird : sir mujhay bird flu ho gia tha.
Ostad : bird flu to mughiyon ko hota hai.
Shagird: mein ab insan nahi raha sir, kiun keh mujhay har roz murgha jo bana detay hain.

Kisi dehati nay apnay dost say kaha. Chalo shehar ki ser karnay chaltay hain. Is kay dost nay kaha dil to mera bhi buhat chahta hai lekin shehar mein jagah jagah jo hidayatein darj hoti hain in par amal karna khasa mushkil hai. 

Pichlay mahinay mein shehar gia. Aik jagah likha tha. Yahan thookye. Majbooran mujhay wahan thookna para. Doosri jaga likha tha raddi kaghaz is mein dalein. Mein nay road say raddi utha kar is mein daal di. 

Chand qadam aagay bara wahan likha tha, rafter 40 mile/fi ghanta. Bhala batao mein burha aadmi itni teiz rafter say kaisay dor sakta hon lekin marta kia nahi karta mein nay 40 mile/fig hanta ki rafter say dor laga di aur is din kay baad mein nay shehar janay say tobah kar li.

Aik martaba raat giay aik chor ghar main dakhil huwa sab log so rahe the chor ne bagair kisi pareshani aur rokawat kay sara ghar chan mara magar koyi chiz hath na aayi khosusan sona wagaira, aakhir wo soye hoye afraad khana kay pas ponhcha aur saheb ko utha ker qadre roub se bola. Sona kidhar hai. Un saheb ne beghair aankh khole itminan se jawab dia. Sara ghar khali hai jahan ji chahe so jao.

Sabiq Cricketer Imran Khan Vote mangne kay liye kisi muhalley mein gaye. Wahan kisi ka inteqal hogia tha. Imran ne soncha k Vote mangne ka acha tariqa hai.

Progam kay mutabiq wo wahan gaye. Fateha parhi bole. “Allah bakhshe marhoom mere jigri dost the. Rozana mere ghar tashreef late. Aur hum aadhi raat tak guftagu karte. Kabhi kabhi to wo mere ghar sojate. “log buhat hairan hoye. Imran Khan ne hairan hone ki wajah puchi to logon ne bataya k marne wali to ghulam rasool ki ghar wali thi. 

No comments:

Post a Comment